Monday, 26 March 2018

Khuch samaj mein nahi aata|Wajid Shaikh poetries|wajidsays

Wajid Shaikh poetries

Khuch samaj mein nahi aata
yeh kesa haal hai mera

tumhi ko soch kar muskuraana
tumhi ko soch kar rona mera,

Teri yaad chlte tehar jaana
Teri baat chlte khona mera

Teri fariyaad krte roh uth jaana
duao mein tujhey maang kar rona mera,

Tera zikar krte muskuraana
Tera zikar krte rona mera

Teri yaad liye raaho se guzar jana
Teri yaad liye unhi raaho pe rona mera.

Ussy  bhool jaau eshi himmat nahi wajid,
Ussey paa naa saka is khyaal pe rona mera.!!
-Wajid Shaikh ( @wajidsays )


No comments:

Post a Comment

Gairo ki baato par itna aitbaar na laaya kar

Mehaz khyaalo mein ashiyaana na sajaaya kar Khuch hakikat kar,esha kirdaar nibhaaya kar Yaad kon rakhta hai aaj kal kisi ko Jo tujhe yaad...